जीने की ज़िद
कभी ख्यालों में ऐसे ही था वो मेरे ,
जैसे मेरा किस्सा हो
जुदा होने का ख्याल भी तोड़ जाता था दिल को मेरे
जैसे कोई जीवित हिस्सा हो
पर जब आज वो हमेशा के लिए मुझसे जुदा है,
मैं फिर भी जिन्दा हूँ
कभी जिसके बगैर ज़िंदगी की कल्पना भी मुमकिन नहीं थी
उसके बगैर जिदा हूँ
बिना किसी के तवज्जो के
उठना, खड़ा होना और अपनी पहचान बनाना,
बिना किसी सहारे के
झिंझोड़ दिया मुझे उस किस्से ने,
मैं उठ खड़ी हुई
आज नया सवेरा देखा मैंने मुझमे,
आज नींद पूरी हुई
हो सकता है कभी गलत फैसले हो जाएँ, कोई बातनहीं
मुमकिन हैं कभी राहें भटक जाएँ, कोई बात नहीं
जिसे चाहा भले उसका साथ नहीं मिला
पर फिर भी मैं खुश हूँ........
खुश हूँ मैं आज कि मैं ज़िंदा हूँ
खुली हवा , खुला आसमाँ, आज मैं आज़ाद परिंदा हूँ
- सौरभ सिंह
Jaise mera kissa ho
Juda hone ka khayal bhi tod jaata tha dil ko mere
Jaise koi jivit hissa ho
Par jab aaj wo hamesha ke liye mujhse juda hai
Main phir bhi jinda hu
Kabhi jiske bagair Zindagi ki kalpana bhi mumkin nahi thi
Uske bagair jinda hu
Achha laga apne wajood ko pehchanna

Bina kisi ki tavjjo ke
Uthna, khada hona aur apni pehchaan banana
Bina kisi sahaare ke
Jhijhod diya mujhe uss kisse ne
Main uth khadi hui
Aaj naya savera dekha maine mujhme
Aaj neend poori hui
Ho sakta hai kabhi galat faisle ho jaayen, koi baat nahin
mumkin hai Kabhi raahein bhatak jaayen, koi baat nahin
Kuchh seekhh mili, kuchh sabak mila
Jise chaha bhale uska saath nahi mila
Par phir bhi main Khush hun....... Khush hun main aaj ki main jinda hun
Khuli hawa, khula aasmaa, aaj main aazad parinda hun
Jise chaha bhale uska saath nahi mila
Par phir bhi main Khush hun....... Khush hun main aaj ki main jinda hun
Khuli hawa, khula aasmaa, aaj main aazad parinda hun
- Saurabh Singh