Read More

जीने के मायने


Read More

गुलज़ार साहब को जन्मदिन की शुभकामना और नज़्म का तोहफ़ा


Read More

अटल बिहारी वाजपेयी जी को श्रद्धांजलि


Read More

कुदरत की करवटें



Kudarat ki Karwaten

Insaano ke andaaz dekhkar
Mausam Mizaaz badlane Lage hain
Maano kuchh Batana ho jaise

Garm Hawaayen bhi Hamare Khilaaf
ab kuchh Berukhi se bahati hain
Maano kuchh jatana ho jaise

Naaraaz ghatayen bhi kabhi baras padti hain
Naram hawaayen bhi yun hi ugra ho jaati hain
Maano daantkar manaana ho jaise

Jab pyaas se uski tah khulne lagti hai
Dharti ki daraaren bhi cheekhane lagti hai
Maano Sambhalne ki Takeed Deti ho jaise

Jab Taapmaan Falaq laangh jaaye
Barf Ki pahaadon se nadi bahne Lagti Hai
Maano Badhta Jalstar baha le jaaye jaise

Saurabh Singh "Saurabh"
Read More

लश्कर


Read More

लफ्जों की बस्तियाँ


Read More